Humain apna woh kehte hain

Mohabbat ho to aisi ho

Humain rakhte hain nazaroon me

Inaayat ho to aisi ho

Wo pathar maarne walo ko daitay hain dua aksar

Koi laoon misaal aisi

Sharafat ho to aisi ho

Waha mujram ko milti hain panaaein bhi jadaaein bhi

Madine me jo lagti hain

Adalat ho to aisi ho

Aur Muhammad (SAW) ki wiladat par hooain sab ko ataa baitain

Isse milad kehte hain

Wiladat ho to aisi ho

Aur Hussain Ibn-e-Ali ne Karbala me ye kiya sabith

Rahe jaari jo nezay par

Tilawat ho to aisi ho

 Naat Khawaan: Muhammad Shahbaz Qamar Fareedi

Writer: N/A

Make a Free Website with Yola.