Mujh khataakaaar sa insaan Madineh me rahe

Ban ke Sarkaar ka mehmaan Madieh me rahe

Door reh kar bhi uthaataa hoon huzoori ke maze

Mein yahaan aur meri jaan Madineh me rahe

Yaad aati hain mujhe Ahle - e - Madinah ki wo baat

Zinda rehnaa hain to insaan Madineh me rahe

Chor aayaa hoon dil o jaan ye keh kar 'A'zam

Aa rahaa hoon, mera saamaan Madineh me rahe

 

Naat Reciter: Shahbaz Qamar Fareedi

Writer: A'zam Chishti

Make a Free Website with Yola.